Thursday, November 5, 2009

Kyu.......




Kyu Insaan Samaj Kar
Nasamaj Banta Hai.......
Kyu Rishte Bana Ke Usse
Benam Yuh Rakhta Hai......... !

Chahat Ka Izzhar Kar Ke
Kyu Sapne Dikhate Hai.......
"MOHHABT" ka Ikraar Kar Ke
Kyuuuuu NIBHANE se Itrate Hai......... .....!! "

Kyun Dil Dene Ki Waje Hoti Hai,

Kyun jazbaaton ko dabana padta hai,

Kyun iss dil ko samjana padta hai,

Kyun har dil ko ye mehsoos nahi hota,

Kyun sabko ye manzoor nahi hota,

Kyun dil se dil nahi milta,

Kyun pyaar ka phool nahi khilta,

Kyun dil ke naghme dil nahi gaata,

Dil mein kya hai ye keh nahi pata,

Kya dil dene ki yahi saza hai,

Kya pyaar karne mein yahi mazaa hai…???